Tuesday, 12 April 2016

Top 18 Attitude Hindi Shayari New Shayari 2016

Top 18 Attitude Hindi Shayari New Shayari 2016, Latest New Hindi Shayari Attitude 2016 2015 Best Attitude Hindi , Best Attitude Shayari for Whatsapp Facebook, Shayari for Attitude, Shayari on Attitude, Attitude Shayari on Love, Attitude Shayari on Life.
Top 20 Attitude Hindi Shayari New Shayari 2016

1
आँख उठाकर भी न देखूँ,
जिससे मेरा दिल न मिले,
जबरन सबसे हाथ मिलाना,
मेरे बस की बात नहीं…

2
रहते हैं आस-पास ही
लेकिन साथ नहीं होते…
कुछ लोग जलते हैं मुझसे
बस खाक नहीं होते|

Rehte hain Aas-Pass hi,
Lekin sath nahi hote,
kuchh log jalte hain mujhse,
bas khaak nahi hote.

3
Kam Karo Asia ki pahchan ban jaye,
chalo aise ki Nisan ban jaye,
zindgi to her koi kat leta hai dosto,
jiyo is kadar ki misal ban jaye.

4

तेरी मोहब्बत मैं
और मेरी फितरत मैं
फर्क इतना है की….
तेरा Attitude नही जाता
और मुझे झुकना नहीं आता…

Teri Mohabbat mein..
Aur meri fitrat mein..
Fark sirf itna hai,
K tera attitude nahi jata..
Aur mujhe jhukna nahi aata.

5
Kutte bhonkte hai..
Zinda hone ka ehsas dilane k liye,
Jungle ka sanata..
Sher ki mauzudgi baya karta hai.

6
Bewafai Karke Niklun Ya Wafa Kar Jaunga,
Shehar Ko Har Zaike Se Aashna Kar Jaunga,
Tu Bhi Dhoondega Mujhe Shauq-e-Saza Mein Ek Din,
Main Bhi Koi Khoobsurat Si Khata Kar Jaunga.

7
हुकुमत वो ही करता है
जिसका दिलो पर राज हो!!
वरना यूँ तो
गली के मुर्गो के सर पे भी ताज होता है!!

8
Ek alag si pehchaan banane ki aadat hai humein,
Zakhm ho jitna gehra utna muskurane ki aadat hai humein,
Sab kuch luta dete hai dosti mein,
Kyunki dosti nibhaane ki aadat hai humein.

9
Use bhul kar jiya to kya jiya,
Dam hai to use pakar dikha,
Likh patthro par apne prem ki kahani,
Aur sagar ko bol ..
Dam hai to ise mita kar dikha.

10
Zindagi se hum apni..
Kuch udhhar nahi lete,
Kafan bhi lete hai..
To apni Zindagi dekar.

11
Maana ki naseeb mein mere koi sanam nahi,
Fir bhi koi shikwa koi gam nahi,
Tanha the aur tanha jiye jaa rahe hai,
Badnasib to wo hai jinke nasib mein hum nahi.

12
Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho,
Kabhi Hum Bhi Piya Karte The,
Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho,
Utni Hum Paimaane Mein Chod Diya Karte The.

13
Sanam Teri Nafrat Mein Wo Dam Nahi,
Jo Meri Chahat Ko Mita De,
Ye Mohabbat Hai Koi Khel Nahi,
Jo Aaj Hans Ke Khela Aur Kal Ro Ke bhula de.

14
Mein tufano se kyo daru,
Jab main khud hi tufan hu,
Aur Main mandir mahazid kyo bhatku,
Jab mere andar hi bhagwan hai…

15
Humko aajmane ki zurrat kisi ki,
Hum khud apna taqdeer likhte hai,
Khuda ke likhawat ko badalna to hamari fitrat hai,
Haar ko jeet mein badal kar hatho ki lakeer badalte hai.

16
आग लगाना
मेरी फितरत में नही है ..
मेरी सादगी से लोग जलें तो
मेरा क्या कसूर ..!!

17
राज तो हमारा हर जगह पे है।
पसंद करने वालों के “दिल” में और
नापसंद करने वालों के “दिमाग” में।

18
Mujhe pta hai..
Meri khuddari tumhe kho degi,
Main bhi kya karu..
Mujhe maangne ki aadat nahi.

1 comment:

  1. राज तो हमारा हर जगह पे है।
    पसंद करने वालों के “दिल” में और
    नापसंद करने वालों के “दिमाग” में।

    ReplyDelete